Ads 468x60px

Featured Posts

Bairiya o Bariyan lyrics - Ramaiya Vastavaiya | Atif Aslam, Shreya Ghoshal

Bariyan - Ramaiya Vastavaiya
Bairiya – Ramaiya Vastavaiya Song details
Music Director: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Panchal
Singer: Atif Aslam, Shreya Ghoshal

Re baandhe, re baandhe, re baandhe
Aise mohe baandhe
Haan mohe baandhe wo nainon ki dor se
Hai yeh pyaar kaisa
Iska raaz hai kya, bol de
Keh bhi de..

Kabhi sakoon, kabhi laage bala hai
Kabhi duaa, kabhi laage hala hai
Nainon se yeh kya ho chala hai
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya

Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Taaron ko chhaante re
Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Raatein jaage aur taaron ko chhaante re

Palkon ki dibiyon mein rehte
Khwaab hai udne ko kehte
Haathon se chhoota, chhoota chala hai jiya...
Bairiya...
Bairiyan o bairiya mujhe sataa na bairiya

Udne lagi hai khamoshi se
Baaton ki parchiyaan
Udne lagi hai khamoshi se, khamoshi se
Baaton ki parchhiyaan

Hone lagi aadhi aadhi
Aankhon se hi kai baatein
Saansein jalaaye ishq ki sardiyaan
Bairiya...
Bairiyan o bairiya, mujhe sata na bairiya

Bairiya o bairiya, mujhe sata na bairiya
Kabhi duaa kabhi kabhi hala
Bairiya o bairiya... Bairiya...
What Do You Think Of Ramaiya Vastavaiya Movie And It's Music?

Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada Lyrics Atif Aslam

Jeene Laga Hoon-Ramaiya Vastavaiya
Jeene Laga Hoon – Ramaiya Vastavaiya Song details
Music Director: Sachin Sanghvi, Jigar Saraiya
Lyrics: Priya Panchal
Singer: Atif Aslam, Shreya Ghoshal

Jeene laga hoon, pehle se zyada
Pehle se zyada, tumpe marne laga hoon

Main mera dil aur tum ho yahaan
Phir kyun ho palkein jhukaye wahaan
Tum sa haseen pehle dekha nahin
Tum is.sey pehle thhe jaane kahaan
Jeene laga hoon pehle se zyada
Pehle se zyada tumpe marne laga...
hmmmmm... ho..

Rehte ho aake jo tum paas mere
Tham jaaye pal yeh wahin
Bas main yeh sochun...

Sochun main tham jaaye pal yeh
Paas mere jab ho tum... (x2)

Chalti hai saansein, pehle se zyada
Pehle se zyada, dil theharne laga...
Hmmmmm... ho...

Tanhaaiyon mein tujhe dhoonde mera dil
Har pal yeh tujhko hi, soche bhala kyun

Tanhaai mein dhoonde tujhe dil
Har pal tujhko soche (x2)

Milne lage dil, pehle se zyada
Pehle se zyada, ishq hone laga..
Hmmmm... ho...

What Do You Think Of Ramaiya Vastavaiya Movie And It's Music?